Posts

Featured post

kurukshetra university- कुरुक्षेत्र यूनिवर्सिटी

Image
Kurukshetra University Haryana    Hello Dosto Infoline Uvi Aaj Ham Baat Karenge Kurukshetra University Ke Baare me     To Chaliye Dosto Aaj Ham Baat Karenge Kurukshetra University ke Baare me Jo Bharat Ke Haryana Me 11 January 1956 Ko Sthapit Kiya gaya he Aur कुरुक्षेत्र यूनिवर्सिटी Ka Campus 473 Acers me Faila Gaya he.       kurukshetra University  ka udghatan Swatantra Bhart ke Pehle Rasthrapati Dr Rajendra em Prasad ne kiya tha. Bharat Ki Rajdhani Delhi se 160 Km Duri Par He Jo Haryana Ke Kurukshetra me he.         Kurukshetra University  me 9 Departments he Jisme Faculty of Life Sciences he, Facility Of Science He Faculty Of Arts he Aur Faculty of Law, Faculty of Engineering and Technology Department he. Uske Saath Is Isme 457 Colleges Aur Institutes Judi Huyi he.      Ab Kurukshetra युनिवर्सिटी me admission process kya hoti he wo ham Batayenge. Admission        1. Bsc Admission Ke liye Hsc(science) me 50%. Marks Jaruri Hota he Aur Merit Based aapk